Namashkar doston mallika phir hazir hai apni nai kahani lekar to baat un dino ki hai jab hum gaon gae hue the gaon me humare chacha ki beti ki shadi thi, maine shadi ke din bhot hi pyara neele rang ki lehnga choli pehna tha mei bhot khoobsurat lag rahi thi shadi ka intezam bhot hi bhavya tareeke se kiya gaya tha dulhe ke ghar walon ke liye marriage hall book tha wahi se shadi bhi honi thi aur khane peene ka intezam bhi shadi ki jagah par hi tha baki baratiyon ke liye hotelBook tha to barat apne samay se aai barat me ek ladka aaya tha uska naam ranbir tha wo jeeja ji ka dost tha dekhne me acha tha wo darwaze par aate sath hi mujhe dekhna shuru kiya aur mujhe chedne laga har baat me vyang karta aur unki vyang ka jawab mei bhi vyang se hi de rahi thi jab jaimaala ki rasam khatam hui unke baad...